Let me also say some shyari
arz hai..
Jab bhi qareeb aata hoon batanay ke liye
Zindagi door rakhti hai satanay ke liye
Mehfilo ki shaan na samajhna mujhe
Mein to hansta hoon gham chupane ke liye
In faaslo ko na samjho meri be-wafayi
Mein door hoon tumse, paas aanay ke liye
Mat jano haqeeqat mere in aansoo ko
Mein to roota hoon tumhe rulane ke liye
Koi gila nahi hai mujhe apni barbadi ka
Mein to khaila tha aag se jal jane ke liye
Ab duniya kuch bhi kahe, mujhe parwa nahi
Mein to jeeta tha zindagi, mar jane ke liye
On Fri, 28 Dec 2007 priya gupta wrote :
>Mat roko rone do mujhe,Aansuon ko pee jane do
..
> Woh chali gayi apni yaaden dekar,Uski yaadon mein he Kho jane do
..
> Har pal roti hai aankhe meri,Ke ashkon ko bhi jum jane do
..
> Ab to din ke ujale se bhi dar lagta hai,Mujhe raat ke andhere me hi rahne do
..
> Kaise bayaan karoon dil ka dard lafzon me,Ankho ko he sab keh jane do
..
> Ab saha nahi jata usse judaai ka dard,Ke zahar ko hi mukti samajh kar apnane do
..
> Ab koi tamanna nahi meri jeeene ki,Mujhe mout ke pehlu me so jane do
. Thanks $ Regards! Priya
>
>siknder singh <viratbaba@yahoo.
> From: siknder singh <viratbaba@yahoo.
>Date: Thu, 27 Dec 2007 10:40:52 +0000 (GMT)
>Subject: Re: <<=M=H=O=>> Shayari
>
> Baithe-Baithe jindgi barbad na kijiye. Jindgi milti hai kuchh kar
>dikhane k liye. Roke agar aasman hamare raste ko. To taiyar ho jao aasman
>jhukane k liye.
>
> Na rahi aaj wo apni kahani, Na wo hasin din na wo raatein suhani, Phir
>bhi hume aziz hai unki har nishaani, Chahe dil ka wo dard ho ya aankho ka paani...
>
>
> Virat
>
>dinesh dharvi <dineshdharvi@
> hi pooja bahut khub yaar bahut hi acha likha hai apne.
>
> Hum ne bhi pyaar kiya tha us se
>wo dil tod doge pata nahi tha
>kiya tha bharosa sirf us per hi
>wo hamara bharosa tod jayege pata nahi tha
>hame to aas thi uske dosti ki
>par wo dushmani kar jayege pata nahi tha
>main to sirf usko hi chahta tha dil se
>wo bhi kisi ko chahege dil se pata nahi tha
>
>
>pooja <cartoon_06@yahoo.
>
>Wo tha meri jaan kabhi â¦â¦ or aaj kisi Zindagani ban gayaâ¦.
> Rehta tha mere dil me kabhiâ¦. Par aaj kisi ki duniya ban gayaâ¦.
> Na malum tha or naa jaana tha kabhi aisa bhi hogaâ¦â¦â¦..
> Wo mere he samne kisi ka ho jayegaâ¦â¦â¦â¦
> Haa hua aisa he main rahi wahi ki wahi orr wo â¦â¦..
> Kisi ka apna hokar mujhse bahut or bahut dur ho gayaâ¦.
> Wo kehta hai mujhse ki main tumhara hu â¦â¦â¦.
> Par wo mera nahi ab ye dil ko bhi gawara ho gayaâ¦â¦
> Jis raah pe kabhi mera haath thama tha usneâ¦â¦â¦
> Aaj har uss raste se wo anjaana ho gayaâ¦â¦â¦â¦.
> Kyoun aaya wo mere itne karib â¦..
> Ki aaj wo itna begana or ajnabi ho gayaâ¦â¦â¦â¦â¦.
> Karu bhi to kya karu mainâ¦â¦â¦â¦
> Usse saja du â¦â¦â¦. Du bhi to kaise â¦â¦â¦â¦â¦
> Kyounki main to wahi hu naaâ¦â¦â¦â¦â¦ Bewafa to wo ho gayaâ¦â¦â¦â¦.
>
>
>
> Take Care
> Reply
> POOJA
>
>
>
>------------
> Unlimited freedom, unlimited storage. Get it now
>
>
>
>
>------------
> Bring your gang together - do your thing. Start your group.
>
>
>
>
>
>------------
> Bollywood, fun, friendship, sports and more. You name it, we have it.
>
>
>
>
>------------
>Never miss a thing. Make Yahoo your homepage.
Anwar Ahmed
9840514813
/\"One secret of success in life is for a man to be ready for his opportunity when it comes.\\\"
DISCLAIMER :
------------------
This message serves informational purposes only and should not be viewed as an irrevocable indenture between anyone. If you have erroneously received this message, please delete it immediately and notify the sender at MumbaiHangOut-Owner@yahoogroups.com. The recipient acknowledges that any views expressed in this message are those of the Individual sender and no binding nature of the message shall be implied or assumed unless the sender does so expressly with due authority of The M.H.O. Group. M.H.O. reserves the right to repeal, change, amend, modify, add, or withdraw the contents herein without notice or obligation.
---------------------------------------------------
Note:- MHO is Not Responsible For Any Claims.
---------------------------------------------------
Earn your degree in as few as 2 years - Advance your career with an AS, BS, MS degree - College-Finder.net.
Earn your degree in as few as 2 years - Advance your career with an AS, BS, MS degree - College-Finder.net.
Change settings via the Web (Yahoo! ID required)
Change settings via email: Switch delivery to Daily Digest | Switch format to Traditional
Visit Your Group | Yahoo! Groups Terms of Use | Unsubscribe
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment